ghoom phir ke kahi baar ek kyaal man main aata hai
aur yeh question aksar poocha jaata hai
yeh pyaar kya hota hai?
bahut sochne ke baad bas yahi samag main aata hai
pyaar naaam hai ahsaas ka
pyaar naam hai visvass ka
pyaar hota hai to kuch yaad nahi rehta hai
reh reh ek bas vahi chera nazar aata hai
usse milne ke baad insaan kahi kho jaaata hai
aur vo na mile to bas man udaass ho jaata hai
kabhi apne aap se hasna
bina baat ke udass ho jaana
apne aap se baatein karna
koye koye se din bhar rehna
shayad yahi ahsaas hi pyaar hai.
Wednesday, October 3, 2007
Subscribe to:
Comments (Atom)